Hello friends aaj me apako bataunga ki blog website me whatsapp share button kaise add karte hai aaj ke samay ka whatsapp bahut hi populer app ban chuka hai aap ne apni blog website me facebook google+ twitter etc. widget add kar rakhe honge lekin aapne whatsapp sharing button add nahi kiya hoga apni blog website ke design and traffic ke liye whatsapp button widget add karna bahut importent hai.
Blog me whatsapp button add karne se blog website ka look change ho jata hai and aapka blog smart dikhta hai or visitor aapki post ko whatsapp ke through friends ko share kar sakte hai and blog ka traffic bhi increase hoga smart phone ki duniya me whatsapp ek bahut hi famous app ban chuka hai.jiske dwara aap text, videos audio,photo media messages etc.simple tarika se share kar sakte hai.
Whatsapp sharing button apne blog website me add kar ke aapko ek acha traffic mil sakta hai agar aap blogger hai.or aapka bhi blog website hai to aap achi tarah se jante hoge ki traffic blog ke liye kitana zaruri hai.agar aap new reader hai or aapne paisa kamane ke liye blog websit nahi banaya hai.to aaj hi apni website banaye.Blogger Par Free Blog Website Kaise Banaye In Hindi. Already is post me bataya hai.
➤ Whatsapp share button kaise add karte hai.
Whatsapp sharing button add karna bahut hi easy hai agar aap new blogger hai to aap ghabdaye nahi mai aapko ek asan method bataunga jo ki easy step follow karke aap simple se blog website me whatsapp button use kar sakte hai
Step 1.
1.➤ sabse pahle to aap apni id se log in hokar apne blog dashboard me enter kare.
Layout: Ab drop down menu me layout option par click kare.
Step 2.
Add a gadget: par click kare
Step 3.
Ab aap blog ya post ko view par click karke dekh sakte hai aapki blog website me whatsapp share button add ho chuka hoga aap apani post whatsapp par share kar sakte hai agar whatsapp share button add karne me koi problem aarahi ho to hamse comment ke dwara puch sakte hai .
Ummid karunga ki aapke blog me whatsapp share button add ho gaya hoga and aapko ye post pasand aayi hogi aap is post ko social media icon ke dwara apane dosto ko social network par share kar sakte hai. thank you…
Ummid karunga ki aapke blog me whatsapp share button add ho gaya hoga and aapko ye post pasand aayi hogi aap is post ko social media icon ke dwara apane dosto ko social network par share kar sakte hai. thank you…
Thank you Sir April ki Post bahut Achhi
ReplyDeleteLagi Plz Give me Contact No ..