Sunday 13 May 2018

Blogger Me Page Kaise Banaye Aur Menu Me Add Kare

Hello Dear Friends Aaj me aap ko apne blogger me page banana aur menu list link ko add karna bataunga. ye post khash new bloggers ke liye hai jo blog me pages banana aur menu me add karna nahi jante hai, parntu new user ko menu me link add karne me pareshani aati hai isi liye mene ye post likhi hai agar aap ko koi pareshani aai ho to aap muje step by step follow kare.

Blogger Me Page kaise banaye Step By Step ?

STEP : 1

STEP : 2
  • Page title me page ka title likhe for example – Contact Us, About Us
  • Niche content area me content likhe
  • Publish par click kare

Page Ko Menu Bar Me Add Kaise Kare ?

STEP : 1

STEP : 2
  • Pages par click kare

  • Page select kare
  • save par click kar de
  • Title ko blank bhi rakh sakte hai
  • Save karne ke baad save arrangement par click kare

Aaj aap apne blog me page banana aur menu bar me link add karna sikh gaye honge. agar aap ko sawal ho aur link add karne me koi pareshani aaye to aap commet jarur kare. is article ko share kare ke Logo ki help kare.

No comments:

Post a Comment

Hello Dear Friends Please Skip & Spam Na Kare. Comment Kar Ke Bataye Post Kesi Lagi. Or Post Share Jarur Kare.. Ap Sabhi Ko Apna Kimti Samay Dene Ke Liye Thank You So Much.....