Sunday 13 May 2018

Google Plus Kya Hai Aur Google+ Par Account Kaise Banaye

Hi Dosto aaj hum ek aur social  networking midea website ke bare me bat karenge ki google plus kya hai aur google+ par account kaise banye full guide hindi me. dosto facebook aur tiwtter ke bare me to aap bhi jante hai kyo ki koi bhi new internet user sabse pahle facebook par hi apna account banata hai to aaj me aapko google Plus ki free service  google+ par account banana sikhaunga aur kuchh bate iske bare me bhi janege.

Image result for google plus


Goggle Plus Kya Hai ?

Google Plus Ek social netwoking website hai jis ki madat se ham logo ke sath jud sakte hai aur ye google ki free service hai jise google ne local besiness ko promote karne ke liye banaye Hai is ki popularity ko dekh kar ese ek social networking website bana diya gaya hai aur ab aap is ki madat se ek sath 10 logo se online video call kar sakte hai, tath bato ko youtube par share ya live show kar sakte hai.  aur google+ ke bare me aur kuchh bate jaise-
  • Is Par aap apne friend inviat kar sakte hai.
  • Apne Pasand Ke Logo Ko Follow Kar sakte hai.
  • Email Id Se apne friend ko search kar sakte hai.
  • Apni website ko promote kar sakte hai.
  • pure word ko apni bate share kar sakte hai.
  • koi article likh sakte hai.
  • apna photo bhi share kar sakte hai.
  • apne local besiness ko bhi promote kar sakte hai.
  • Google+ account ki madat se google+ par page bhi bana sakte hai.
  • Is Me ham alag -alag Categories bana sakte hai jaise friend,apne ghar wale, etc.
  • Ek sath 10 logo se video calling kar sakte hai.
  • apne share video youtube par share bhi kar sakte hai.
  • Is Ki Shuru aat 28 june 2011 hui thi
  • Blogger Profile ke liye jaruri hota hai blog banane ke liye aur post share karne ke liye.
  • etc

Google Plus Par Apna  Account Kaise Banaye ? Full Jankari


Google+ par account banana bahut hi aasan hai facebook ki traha agar aap ko koi pareshani na aaye is liye aap muje setp by step follow kare. sabse pahle google+ ke liye ek Gmail Id Ki Jarurat padegi. Gmail Par Email Id Kaise Banaye (Gooogle+ Ke Liye)
Step@1:-
  • Sabse Pahle Google Plus Par Jaye Aur Sign in Kare.( Gmail Id Se)
Step@2:-
Sign In Karne ke bad aap ko apni jankari enter karni hogi jaise-
  • Add Your Photo :- Ek apna photo add kare dosto ko pechan karne ke liye.
  • Name :- Apna Pura Naam Jaise ] Kundan Maurya 
  • Gender:- Male, Female koi ek
  • Birthday:- Apna Janm Din
  • Ab Upgrad>> Par click kare.
Add People you know :- kya aap ke pahle se google+ par friend ha to aap un ko search kar sakte hai aur une apni list me add kar sakte hai  ya ye bata sakte hai ki aap google+ par hai ,aur agar aap judna nahi chahte hai to Continue Par click kar sakte hai.
Step@4:-
Ab aap se ye pucha jayega ki kya aap apne pasand ke kisi page ya actor ,cricketer ko follow karna chahate  hai agar ha to +follow button par click kare .
Ab aap Continue par click kare.
Step@5:-
  • Upload Image :- Aap Apni Image change kar ke dusri image add karna chahatehai to Upload  par click Kare.
  • Where do yoy work? :- Is me apna Kam Bataye Ki aap kya Kam Karte hai. jaise Blogger
  • Where have you gone to School? :- Apni school ka naam enter kare.
  • Where do You live?:- Apne Desh Ka Naam jaise India
  • Finish:- Last me Finish par click kare.

Conclusion –

Aaj aapne sikha ki google plus par account kaise banaye aur goole+ kya hai aur agar account banane me koi pareshani aaye to aap hume comment kar ke puch sakte hai i hope aap ko ye article pasand aaya hoga agar ha to aap hamare users ko commetn karke jarur bataye.

No comments:

Post a Comment

Hello Dear Friends Please Skip & Spam Na Kare. Comment Kar Ke Bataye Post Kesi Lagi. Or Post Share Jarur Kare.. Ap Sabhi Ko Apna Kimti Samay Dene Ke Liye Thank You So Much.....